How To Create A Blog Free In Hindi
How to Create Blog in Hindi – 2020
how to create a blog for free and make money? Free Me Blog – website Kaise Banaye aur Paise kamaye ? Agar ye saval Aapke Dimag me Hai to Aap Sahi jagah Aaye hai. HindiHelpguru ne Is Article Me " How to Create Blog In Blogspot " blogger Me free Blog banane ki Jankari Ke bare me, Free Website Banane Ka Tarika Bataya hai.
Blogger aur wordpress me Blog Banakar Aap Online Kamai Bhi Kar Sakte hai. adsense aur other advertising karke Aap Daily RS. 100 se 100000 tak ki kamai kar sakte hai. sir aapko daily 2-4 ghanta Work karna hai. Koi bhi paise kharch nahi karne hai. Free me Create Blog , website 2020 ka ye article jarur Padhe.
How To Create Blog In Hindi
Follow Step By Step
- Go to www.blogger.com.
- Sign in using your Google Account.
- Confirm Your Profile
- Enter a blog Title and Set Address
- Select Blog template
- Click " Create Blog ".
- Write and Publish Blog Post
Blogger.com Website se Blog Kaise Banaye
Sabse pahle aapko blogger.com Website Pe jana hai. aap yaha Click karke Ja Sakte Hai.
Create a blog Blogger.com
Blogger.com open karne se Aapko " Create Your blog " Ka Button Dikhai Dega. Ise Click kare.
Login Gmail Account
Ab aapko Google Account Login karne Ko Kaha Jayega. Blogger ( blogspot ) google Ki free Services Hai. Ise use karne ke Liye aapko Gmail Se log In Karna hai.
- Gmail account Nahi Hai to ye Padhe : Gmail Account kaise banaye ?
- Gmail account email aur Password se sigin kare.
Blogger Profile
Gmail Se Login Karne Ke Bad Aapko Create Blog Ke Liye Blogger Profile Banani hai.
Blogger Profile Ke Liye Aapko 2 option Milenge. 1. Google+ Profile 2. Blogger Profile
Note: agar Aapne Pahle se Google + Profile – account bana rakha Hai to wo hi select kare. agar nahi hai to yahan Blogger profile banane ki Jankari di hai.
- Create Limited Blogger Profile Pe Click Kare.
- Display Name add kare.
( blog Me aap Jis Name Ko Show Karnana Chahte hai wo Name Likhe. ) - Continue to Blogger Pe click kare.
-Ab New page Open Hoga. Ismae ( GOT IT Ko Do bar Click Kare. )
Is page Me Niche Ki taraf Create New Blog Ka option Hoga. Ise Click Kare.
Enter a blog Title and Set Address
Ab Aapke Samne Popup Windows Open Hoga. Isame Create Blog Title aur Blog Address URL set Karna Hai.
Title : Aap New Blog ka Jo bhi Title Name rakhna Chahte hai wo Likhe.
Address : Blog Ka Link yani URL set karna Hai.
Aapke blog Ke name Ke Pichhe Blogspot.com ( free Domain ) aane wala hai. aap Aage Ka Name select karke add kare.
Example: maine SupporttoBlogger name Add kiya Hai. to mere blog ka address supporttoblogger.blogspot.com Ban jayega.
Note : agar aapko error ! Dikh rahi hai to Isaka matlab Aapne jo Name Select kiya hai wo kisi or ne rakh Liya Hai aap Dusara URL Name Select kare. jo sabse alag ho.
Template : New Create Blog Ke Liye aapko Blog Ka Design Select karna hai. aap yahan se Koi bhi Design template Select kar sakte hai. bad Me Ise Change Bhi kiya jata hai.
- Ye sab Ho Jane ke bad create Blog Pe click Kare.
Congratulations…!!! aapka Blog ban gaya hai. ab aapko Jo page Dikh raha hai ise Blogger Dashboard kahte hai.
Aapka Blog Dekhne Ke liye " View " Blog Pe Click Kare. Blog Me Content – Post Add karne Ke Liye " New post " pe Click Kare. ( scree short Dekhe. )
Write and Publish Post
Aapne Createsuccessfully New Blogspot Free Blog bana liya Hai. Ab Aage kya Karna hai wo Aapko Is Article Se Malum Ho jayega.
Blog me Post Kaise Likhe : Click here
Blog Design – Template Change kaise kare : Click Here
Website – Blog ke Liye logo Kaise banaye : Click here
Aapka Blog Kitane logo ne Dekha kaise Check kare : Click Here
Blog Se Online Paise kaise Kamaye ? Click here
Adsense Kya hai ? adsense Se Paise kaise kamaye ? Click here
Ye Bhi Padhe :
Google Se Paise Kaise Kamaye – 2018 Ka Tarika hindi Me
Extra Inning :
Friends Agar aap Blogging se Paise Kamana Chahte hai to Mujse Connect rahiye. Koi bhi Problem ya Saval hai to Muje comment Me jarur bataye. Mai aapki help karunga.
Aapko Free Create blog – website In Blogger ka Article jarur Pasand aaya Hoga. apane Dosto ke sath Share jarur kare.
Hame Email Se Subscribe kare, aur updates – article Aake Inbox me paye.
Hindihelpguru facebook page jarur like kare.
How To Create A Blog Free In Hindi
Source: https://www.hindihelpguru.com/create-blog-hindi-kaise-banaye/
Posted by: colburndaris1987.blogspot.com
0 Response to "How To Create A Blog Free In Hindi"
Post a Comment